Kabi kabi lagta hai zindagi ko full stop lag gaya ab tou zindagi khatam hogae. Lekin dar asal wahi sai ba maqsad zindagi ka aghaz hota hai .. Geo yea tumhari zindagi hai aur tumhara es par pura pura haq hai( khatam shud❤) by Laila jalil ur rehman yousafzai