Namskaar...
Yeh chanel ghar/makan banate samay kaun kaun si baaton ka dhyan rakha jaaye, taki hamara ghar ya koi bhi nirman mazboot aur saaf suthra,aakarshak bane, bhawan nirman samagri jaise cement ,saria eenta( bricks) sand yani Baloo, etc kaise khareeden, kaun se materials achchhe hote hain, mistri Labr etc kaise hone chahiye, kaun si mitti par ghar banana chahiye, bhawan bhukamp-Rodhi kaise banana Jai, aadi baaton ki jankari di jayegi,