Namaskar Dosto, "Anisha Film Production" ka yeah msg aap sabhi padh rahe hai, Dhanyabad aap logo ke pyar ke liye..
Humlogo ne Safar suru Kiya hai, West Bengal se yeha ke bhasha(Language) me baane gaane aur Film ko logo ke samne peesh kiya,
Aab Hindi jagat me apna Pahila prayas ya Pahila kadam rakh rahe hai, Short film ke madhyam se ,aap sabhi ka pyar mile yehi umeed ke sath ham iss safar ko shuru kar rahe hai...
hamare team me sabhi ko Dil se dhanyawad, aap ka sath mujhe Mila toh mai, pura huwa..
Pls give your love...by sharing our videos ЁЯШК