Channel Avatar

Sufi Sama @UCZ3kdbL2MylP2D-4f_H-S5w@youtube.com

57K subscribers - no pronouns :c

Welcome to Sufi Sama - a sanctuary of spirituality in the hu


Welcoem to posts!!

in the future - u will be able to do some more stuff here,,,!! like pat catgirl- i mean um yeah... for now u can only see others's posts :c

Sufi Sama
Posted 1 month ago

Mughal , Mandir , Masjid aur aaj ke daur par bayan

https://www.youtube.com/watch?v=urYuG...

9 - 6

Sufi Sama
Posted 2 months ago

Importan Links
=============
Sufi Sama All playlist youtube.com/@SufiSama/playlists
Sufi Sama Soundcloud for Qawwali Playlist : soundcloud.com/you/sets

30 - 6

Sufi Sama
Posted 2 months ago

India Waqf board Ka Bayan

https://www.youtube.com/watch?v=WL7RU...

11 - 4

Sufi Sama
Posted 3 months ago

Found this Quran Easy Translation – It’s very easy to understand. If you're interested in learning the Quran, please watch it!


https://www.youtube.com/watch?v=sZqUD...

21 - 13

Sufi Sama
Posted 3 months ago

Ye unke liye jo bahut jyada ilm wale apne aapko samjhte hai

https://youtu.be/pYrhn47u0qE?si=G_2C2...

22 - 0

Sufi Sama
Posted 3 months ago

Sawaal 1:
Dar kis cheez ka naam hai?
Jawab:
Aparatyashit sthiti ko sveekar na karne ko dar kehte hain. Agar hum aparatyashit ko sveekar kar lein, to vah ek chunautipurn yatra mein badal sakta hai.

Sawaal 2:
Irshya (Hasad) kise kehte hain?
Jawab:
Doosron mein achchai ya khoobi ko manyata na dene ko irshya kehte hain. Agar hum is khoobi ko maan lein, to yeh prerana bankar humein aage badhne ki disha mein le jaati hai.

Sawaal 3:
Ghussa kis cheez ka naam hai?
Jawab:
Jo cheez humare niyantran se bahar ho, use sveekar na karne ko ghussa kehte hain. Agar hum maan lein ki yeh cheez humare niyantran se bahar hai, to ghusse ki jagah kshama, sahan-shilta aur dhairya aa jaata hai.

Sawaal 4:
Nafrat kise kehte hain?
Jawab:
Kisi vyakti ko jaisa vah hai, waisa sveekar na karne ko nafrat kehte hain. Agar hum us vyakti ko bina shart sveekar kar lein, to yeh nafrat prem mein badal sakti hai.

Sawaal 5:
Zeher kise kehte hain?
Jawab:
Har vah cheez jo humari zarurat se adhik ho, vah "zeher" ban jaati hai, chahe vah taqat ho, satta ho, ahankaar ho, dhan ho, bhookh ho, lalach ho, aalasya ho, ya phir koi bhi cheez ho.



Maulana Rumi ki is seekh ko dil mein jagah dein aur jeevan ko santulan aur samajh ke saath jeeyen.

46 - 4

Sufi Sama
Posted 3 months ago

Kaun si kitaab agle safar ke liye pasand ki jaye? 📖
Dosto, ab hum agle roohani safar ke liye aapke mashwaron ke muntazir hain! Aisi kitaab ki talaash hai jo:
1️⃣ Ruhaniyat ko gehrai se samjhaye ✔️
2️⃣ Buzurgon ke nazdeek maqbool ho ✔️
3️⃣ Urdu zubaan mein aasaan aur dilchaspi se likhi gayi ho ✔️
4️⃣ Aur mashhoor kitaabon mein se ho jise sab log pasand karte hain.✔️
Apne mashware zaroor dein , aur please agar apne kitab padhi ho tab hi likhein warna like to hum sare kitabon ko karte hain

51 - 105

Sufi Sama
Posted 10 months ago

‪@khanqahmunemia‬ apne bahut se roza ka bayan suna ab hazrat ka bhe bayan sune

https://www.youtube.com/watch?v=tsF7n...

9 - 0

Sufi Sama
Posted 10 months ago

Roze Ka Bayan by Hazrat Data Ganj Bakh R.A.

https://www.youtube.com/watch?v=7JR8A...

13 - 0