"Acchi kitaab ki sabse badi khasiyat yeh hoti hai ke woh aapko bandh kar rakhti hai. Aap jitna chahe farar ki koshish karo, lafzon ke jaadu se uthne nahi dete. Arundhati Roy badi writer hain — unki likhawat mein aisi taaqat hoti hai ke ek simple kahani aapke samne film ki tarah chalne lagti hai. 'Mother Mary Comes to Me' padho — chhoti si zindagi ka dard itna gehra lagta hai ke aap bina daad diye nahi reh sakte.
Mai nahi chahta k jldi jldi ye kitab khtm ho kyunki poorani sharab bahut qeemti hoti hai.
#ArundhatiRoy #Memoir #BookReview #BaatKitaabonKi
1 - 0
Welcome to BaatKitaabonKi 📚
Yahaan har kitaab ek nayi duniya hai,
har kahaani ek mehsoos ki jaane wali journey.
I'm passionate about exploring classic Hindi literature, deep emotional novels, and thought-provoking stories that stay with you long after the last page is turned.
On this channel, you'll find:
Honest & heartfelt book reviews
Deep-dive storytelling breakdowns (Hindi + Hinglish)
Emotional analysis of characters & themes
Recommendations from Hindi sahitya to modern gems
If you believe books are not just meant to be read—but to be felt—this is your space.
Hit subscribe and be part of this beautiful journey through words, emotions, and timeless kahaniyaan.
"Baat kitaabon ki hai… par mehsoos dil se hoti hai." ❤️
🔔 New videos every week.
21 April 2024