Bhagwan hi Param satya aur satya hi Param bhagwan hai yeh duniya nashwan hai per hoga wahi jo bhagwan chahega uske sari duniya jhhukti hai aaj nahi to kal rukti per bardas ki ki charam Sima tak aapka aatyachar sahen karti hai uske bad bhi nahi mante fir wo kewal ek karwat leti hai socho agar usne hamari tarah Kiya manav ka asitaw khatm ho jayega kyoki wo bahut vinashkari parishtiti hogi jisko dekhne ke liye hum aur aap nahi honge prakati ko hum bhagwan kah sakte kyoki wo kisi me koi bhed nahi karti chahe bah kisi jati ya dharm ka ho wo hamesha dunika ko duniya sajhhta hai ata sabhi vinarm nivedan yeh ki kisi prakar se parakati ka vinash na kare kyoki hum sab lalchi ho gaye aur lalach aage kuch nahi samajh nahi aa raha hai