Channel Avatar

Historygraphy @UCCEMRMyENvUgB4BLvqD2K6Q@youtube.com

1.2K subscribers - no pronouns :c

Hi, Welcome to my Channel. I am a history enthusiast and wa


Welcoem to posts!!

in the future - u will be able to do some more stuff here,,,!! like pat catgirl- i mean um yeah... for now u can only see others's posts :c

Historygraphy
Posted 8 months ago

Pichle video ko dekhkar kuch log bol rahe ki Vedic culture Buddhism se bad ka hai. But mai unhe bta du ki Vedas ko hi interpret karke Historians Aryan Migration theory ke conclusion tak pahuche hai. Vedas me sabse purane mandalo me Afghanistan ki rivers ke names hai and then Ganga, Yamuna etc ke. Fir kai words bhi hai jo Persian text Zend Avesta se mail khate hai. Gautam Buddha ke janm ke time par Brahmins ke prophecy ka bhi description hme Buddhist texts me milta hai. Remember that ki mere channel par wahi History milegi jo historians ne likhi aur jo India me Masters tak pdhayi jati hai, wo nhi jo apke Personal ideology hai. Kuch kah rahe ki Buddhism Hinduism se pahle ka hai. Unki bat logical hai... Hinduism Brahminism, Shaivism, Vaishnavism, Buddhism and various tribal cultures se milkar evolve hua hai. Persian word Hindu popular hua Islamic period me. Maine aj ke context me Hinduism bol diya tha taki baki logo easily samjh aaye. Mujhe thoda ise aur clear karna chahiye tha

4 - 2

Historygraphy
Posted 1 year ago

Next video coming soon....

3 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Mujhe samajh nhi aa raha ki mere recent video par kuch log itna hateful comments kyo kar rahe hai? Dekha jaay to Turkey apni isi history ko kaafi proudly batata hai, fir wo chahe Sejuq Sultan Tughril ho, ya Alp Arslan, ya Battle of Manzikert ya fir Devshirme nam ka blood tax. Ertugrul series iska ek bhut badhiya example hai.....

3 - 2

Historygraphy
Posted 1 year ago

The new video is out (with Engish cc)
https://youtu.be/BVqat25PCwk

1 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Next Video will be about the Later Vedic civilization (1000 BCE - 600 BCE). Then uske bad me kuch world history se related videos bnane ki soch raha hu. Should I make videos on World History too?

3 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Joshimath me ek Bhavishya Kedar Temple bhi hai aur beliefs ke according baba Kedarnath ek din Kedarnath Temple se gayab ho jayenge aur isi Bhavishya Kedar temple me fir se prakat honge.

According to me, hamare ancestors ne jab Kedarnath ke aaspas landslide dekhi hogi to jarur unhone future ke liye ye Kedarnath Temple banvaya hoga. Maybe us time Joshimath bahut safe raha hoga. Unhe kya pta tha ki pahle Kedarnath nhi balki Bahvishya Kedar khtm hoga.😣😣

#Joshimath #joshimathsinking

2 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Happy new year 2023 to all my subscribers.

2 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Swastika symbols found in Armenia, 8000 BCE

2 - 2

Historygraphy
Posted 1 year ago

From which country do you belong?

0 - 0

Historygraphy
Posted 1 year ago

Sorry, next video titled Indo- Aryan Migration thoda late ho gya. Hope that ki next 4-5 days me ye video post kar du.

5 - 0