Hamare is channel ko banane ka maqsad Ye hai k muashare ki islah ki jaye. Aur is purfitan daur me jahan har aira gaira youtube par aakar logon ke aqike kharab kar raha hai wahan aap tak sahi islam puhunchaya ja sake..
Taaki amaal ke saath aqide ki bhi hifazat ki jaye...