Blackscreenstatus
LYRICS: Teri Meri Prem Kahani - Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
teri meri prem kahani, teri meri prem kahani lyrics, teri meri prem kahani rahat fateh ali khan, teri meri prem kahani shreya ghoshal, rahat fateh ali khan, shreya ghoshal, bodyguard, teri meri prem kahani bodyguard, teri meri prem kahani song, teri meri prem kahani hai, Songs 2020, songs 2020, New Songs 2020, Songs 2019, Songs, new songs 2019, bollywood songs, latest hindi songs, songs 2019, film songs, hindi bollywood songs, new songs bollywood, shreya ghoshal new songs
Teri Meri Lyrics from Bodyguard: The song is sung by Rahat Fateh Ali Khan and Shreya Ghoshal featuring Salman Khan and Kareena Kapoor, composed by Himesh Reshammiya while Teri Meri Prem Kahani lyrics are penned by Shabbir Ahmed.
#RahatFatehAliKhan #ShreyaGhoshal #SuperhitMusic "TERI MERI PREM KAHANI" SONG INFO
Singer: Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
Album: Bodyguard
Lyricist: Shabbir Ahmed
Music: Himesh Reshammiya
Language: Hindi
TERI MERI PREM KAHANI LYRICS
Aa……
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaa…
Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqiqat mein usey todna tha
Aa….
Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Teri meri baaton ka har lamha
Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh
Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Aaaa…
Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
0 Comments
Top Comments of this video!! :3