Ayushman Card Update

6 videos • 0 views • by Sarkari BABU Ayushman Bharat – Pradhan Mantri Jan Arogya Yojana (PM-JAY), is a flagship scheme of Government of India to provide cashless secondary and tertiary care treatment from the empanelled public and private hospitals providing coverage to more than 10 crore poor and vulnerable beneficiary families. Ayushman bharat yojana me ek ayushman card milta hai jisko ayushman golden card aur ayushman health card bhi bolte hai. Ayushman card se 5 lakh rupees tak ka ilaaj har saal free me kara sakte hai. Mobile se ayushman card ekyc karke online ayushman card download kar sakte hai. is video me ayushman card mobile se kaise banaye aur mobile se ayushman card kaise download kare, iska process dikhaya gya hai. Ayushman card banane ke liye aapka ya aapke kisi ek family member ka ayushman list me name hona zaruri hai. agar ek family member ka bhi ayushman list me name hua to baki member ka name usme add kara sakte hai. Mobile se ayushman card kaise banaye | Download ayushman card online 2024 | Ayushman health card