Plz subscribe ❤️🇸🇦🇸🇦🇸🇦🇸🇦❤️
Hello Asalam Alaikum
Mera Name hai Aamir Bhatti
aur yeh hai mera youtube chainal
main es per vilog banata hon aur achi achi video banata hon
matlab main ap logon ko intertainment bhi karta hon
aur main apni awaz main signing bhi karta hon
aur meri awaz main ap ko mery chainal per singing k ilawa naat Shareef bhi Sunne ko mily gi
main apny es chainal per apny smart fhoon sy khud video banata hon aur phir upload karta hon
plz ap log mujhy sport karain main ap ko bahut achi achi videos bana kar k dekhata rahon ga ap sub ka dil ❤️ sy thanks karta hon plz subscribe zaror karna ❤️🌹😘