As'salam alaikum w rahem tullahi w barkatahu , hama ra maksd hai ziada se ziyada ziyarte kr wana . Hindustan ki bunyad me Aoliya ka jo rol hai wo batana jis trha allha sab ka hai , allha ka nabi s l . sab ke hai usi trha allha ka wali bhi sab ka hota hai .jis tarha allha ke pas bhed bhao nhi , usi trha allha ke walio ke pass bhi bhed bhao nhi hai, jis ki wajha se hindustan aaj bhi kaomi ekta ki puri duniya me misaal hai , ❤️❤️❤️